Bachpan By Ankita Sharma
subha uthana
ma k paas jana
unka pyaar lana
gale lagna
fir ma ka kahna
haath mu dho la mai nasta banakar lati hu
kitna pyaar kitni apnapan choti si chijo k liye unse larna
fir khudhi sa jakar manana
kitna achi hoti hai vo pal
jub humare vhitar eggo ni hoti
dosto k sath larna
dusre hi din sub bhul jana
mele ma jane k liye jid karna
ice walla ko dekhkar uchal jana
apne ap ko pario ki rajkumari samajna
puja ma naye kapre milne ki khusi
bar bar us kapre ko hatho ma lakar durga puja ka intejar karna
diwali k pathake
gharpar diye ki sajawat
dosto ko apni pathake dikhana
ma k paas jana
unka pyaar lana
gale lagna
fir ma ka kahna
haath mu dho la mai nasta banakar lati hu
kitna pyaar kitni apnapan choti si chijo k liye unse larna
fir khudhi sa jakar manana
kitna achi hoti hai vo pal
jub humare vhitar eggo ni hoti
dosto k sath larna
![]() |
| Ankita Sharma |
dusre hi din sub bhul jana
mele ma jane k liye jid karna
ice walla ko dekhkar uchal jana
apne ap ko pario ki rajkumari samajna
puja ma naye kapre milne ki khusi
bar bar us kapre ko hatho ma lakar durga puja ka intejar karna
diwali k pathake
gharpar diye ki sajawat
dosto ko apni pathake dikhana

No comments: